Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi,Besharam Tum Ho
Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi,
Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi,
Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho
To Kya Hua Darling…Kunware Hum Bhi Nahin!
Poetry Jokes Collection
Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi,
Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi,
Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho
To Kya Hua Darling…Kunware Hum Bhi Nahin!
Jo Ek Galti Karay Woh Anjan
Jo 2 Galti Karay Woh Nadan
Jo 3 Galti Karay Woh Shaitan
Jo Galtion Pay Galti Karay Woh Hindustan
Jo Har Galti Maaf Karay Woh Pakistan
kabhi kehte the dost hamare ke
‘jaan bhi maango to hazir hai‘,
Aaj apni bivi ko jaan kehte hai ,
aur maango to inkaar karte hain
Umeedo ki manjil toot gayi
aankho se ashqo ki dhara beh gayi
are tumahri bhi kya izaat reh gayi
jab class ki ladki bhaiya keh gayi
Teri yaad mein humne kalam uthaayi
liya paper aur tasveer aapki bnayi
socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge
magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi…
tu chand mange mein chand dedu,
tu jaan mange mein jaan dedu,
tu dil mange mein dil dedu,
tu pyaar mange………
abe bas yaar bikh mangane ki bhi ek limit hoti hai
Raat Mai ChaanD Sitaaray Achy Nhi LaGte
Ab Dunya k NazaRay Achy Nhi LaGte
Koi Jaa Ker Hamare Amma Abba Se Keh De
k Hum Ab Kanwaray Achy Nhi Lagte