aap ko miss karna roz ki baat hai aap ko yaad karna aad
aap ko miss karna roz ki baat hai
aap ko yaad karna aadat ki baat hai
aap se door rehna kismat ki baat hai
magar aap ko jhelna himmat ki baat hai
Poetry Jokes Collection
aap ko miss karna roz ki baat hai
aap ko yaad karna aadat ki baat hai
aap se door rehna kismat ki baat hai
magar aap ko jhelna himmat ki baat hai
Ab to khush ho na Hindustani ?
Raaj karegi imported Rani
217 Hizdo ne ek videshi ko di kaman
ab kabhi na kahna mera bharat mahan.
Kaash
Kaash k in Haseenaoon k baap mar jayein ..
Bahanay ghum k hum un k ghar jayein ..
Aisa sochna bhi mat aay zalim paap hoga ..
Kabhi tu bhi kisi haseena ka baap hoga ..
Dunya Ko Hilaney Ki Justujooo
Dunya Ko Hilanay Ki Justujooo Kiya Kertay Hain
Kuch Na Ker Patay Too, Khud Hi Hil Liya Kertay Hain
Sertaaj
Mere pyare sertaaj suniye zara…,
Mohabbat main mujh ko piro daaliye,
Agar rooty shooty paka lee ho tow,
Lagay hathoon bartan bhi dho daaliye.
arz kiya he
ek larrki ko dekha to aisa laga
jese garri ke age ho bhensa laga
Gungat Mein Tujhe Dekha To Dewanna Hua,
Sangeet Ka Taraana Hua,
Shamaa Ka Parwana Hua,
Masti Kamastaana Hua,
Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua
Teri LOVELY EYES Ne
Mujpe Ek EFFECT Kiya Hai
Ki Meene Sabko REJECT Karke
Tujko SELECT Kiya Hai
Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Doosri Ladki Ko Dekha To Vaisa Laga
Jab Dono Ke Joote Lage…To Ek Jaisa Laga!!!
Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi,
Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi,
Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho
To Kya Hua Darling…Kunware Hum Bhi Nahin!