Twinkle twinkle little star,you should know what you ar
Twinkle twinkle little star,
you should know what you are,
and once you know what you are,
Mental hospital is not so far.
Insult Jokes Collection
Twinkle twinkle little star,
you should know what you are,
and once you know what you are,
Mental hospital is not so far.
zindagi main sab kuch mil sakta hai
paisa
property
gaari
izzat
lekin
tootay huay daant dobara nahi miltay!
samajhdar ho, umeed hai ab sms karo ge
No Visits
No Calls
No SMS
No Missed Calls
I‘m worried kya hoa zoo walon ne dobara pakar liya kya?
Suah sweray utth ker,
naha dho ker,
acchay kapray pahan ker,
Fajjar Ki namaz ada kerne kay bad,
Allah ke hazoor jhuk ker,
girgra ker apne liye aqal mango.
aur Allah key hazoor yeh bhi arz kro kay
‘Ya-Allah Paak Jab aap Ne Aqal Banti To Uss waqt main Kidhar Tha‘
Maine ap ko khwab main dekha
Aap hooron k darmian they
Maine ALLAH se poocha
Is ko kis naiki ki jaza mili hai
Jawab aya: Isko jaza nahi…
Hooron ko saza mili hai..
andheri kabar,
sunsan kabristan,
soni haveli,
kala aasman,
bejli karki aaya tofan,
rat ho gayee
so ja shaitan,
Is dIl ka kaha mano ek kaam kardo,
EK benaam si mohabbat mere naam kerdo
Meri zaat pe faqat itna ehsaan kerdo,
GHar se nahaker niklo, poray ilaaqay ko hairan kerdo
Main terai balooon main khona chahta hoon…..
main tere baloon main khona chahta hoon……
per kambakhat tum tail buhat lagati ho …..
her baar phisal jata hoon…………
Mental Hospital Ke Operation Theatre Main
Operation Tayyar
Saman Mojood
Docters Mojood
Nurses Mojood
Laikin Mental
SMS Parhney Main Masroof Hai.
Kaju
Badam
Khajoor
Pista
Chilghoza
Kishmish
Ye Sab Dry Fruits hain tu bht Tasty….
Laikin
Aap jese Akhrot ki baat hee kuch aur hai